dil ki galiyon se gujar kar,
khwabon me chaaney tumharey
chor kar har haseen nazaarey,sohraton ko rakh kinarey,
dekho aa gaya hun main,
paas tumharey...
parson se hi dil laga tha,
tujh par, teri baton par...
dil ki galiyon se guzar kar,
pahuncha hun main, tab bas,
aankhon tak tumhare...
khwabon me chaaney tumharey
chor kar har haseen nazaarey,sohraton ko rakh kinarey,
dekho aa gaya hun main,
paas tumharey...
parson se hi dil laga tha,
tujh par, teri baton par...
dil ki galiyon se guzar kar,
pahuncha hun main, tab bas,
aankhon tak tumhare...
--- Rajneesh Shukla
No comments:
Post a Comment