Zindagi bhi kya ehsaash le kar aai hai
jahan chaha maine thodi roshni
wahi kali gufa ki parchai pai hai...
Haqeeqat se chah kar bhi dur rehna chahta tha
Logon ke upar thoda, dhaus jama, raaz karna chahta tha
tab Zindagi ne mujhe ek kadwi baat btai hai-
"Tu kal bhi tha fakir aur aaj bhi hai
kyunki tujhme aaj bhi ahenkar ki jhalak,
gandi mael ban k chai hai.............."
-------- रजनीश शुक्ल

No comments:
Post a Comment