अपनी ही पहचान खोजता हूँ मैं आज कल... तेरे मसहूर शहर के गलियारों में ---रजनीश शुक्ल --------------------------------------------------- Apni hi pehchaan khojta hun mai Aaj kal .... Tere mashoor seher ke galiyaron me ---Rajneesh Shukla
आज भी, उन गलियों में, जाना अच्छा लगता है, जहाँ कभी, बचपन में, हम ख्वाबों को, ख़रीदा और बेंचा करते थे. --- रजनीश शुक्ल --------------------------------------------------------------- Aaj bhi, un galiyon me, jaana accha lagta hai, Jahan kabhi, bachpan me, hum khwabon ko, kharida aur becha karte the... --- Rajneesh Shukla
Labz tere yun to jhut se nafrat karte hain
fir wajah kuch khaas hi hogi.....
jo mere baare me tu zamaane se jhut kaha karti hai, k
"Rista humara dubti nao ke jaisa hai, jab ki
humne apni mohabbat ki kasti kabhi gehre paani me utaari hi nahi.... "
--- Rajneesh Shukla
Friday, 19 September 2014
प्यार की भाषा का सिर्फ सब्दों से ही नहीं है नाता, वरना गूंगे तो अपनी मोहब्बत कभी बयां ही न कर पाते। --- रजनीश शुक्ल pyaar ki bhaasa ka sirf sabdon se hi nahi hai naata warna gungey to apni mohabbat kabhi bayan hi na kar paatey... --- रजनीश शुक्ल
When peace of mind is lost, in hand, people have money a lot............#personalExp
--- रजनीश शुक्ल
Tuesday, 16 September 2014
Berozgaari kya hoti hai unse pucho - jo subah ka naasta bacha kar, wahi dopahar me bhi khatey hain aur phone par ghar walon se kehte hain, ki pet bhar k khayaa hai ---- रजनीश शुक्ल
रिश्तों के बाज़ार में हम नीलाम हो गए, जमाने की गलियारों में कहीं बदनाम हो गए, मुसीबत से निकालने चले जो कुछ भले लोगों को , तो भलाई के कानून के ही हम सिकार हो गए। ----- रजनीश शुक्ल Riston k bazar me hum nilaam ho gaye Jamaney ki galiyaron me kahin badnam ho gaye Musibat se nikalne chale jo kuch bhaley logon ko To bhalai k kanun k hi hum sikar ho gaye ----- रजनीश शुक्ल
Zindagi bhi kya ehsaash le kar aai hai jahan chaha maine thodi roshni wahi kali gufa ki parchai pai hai... Haqeeqat se chah kar bhi dur rehna chahta tha Logon ke upar thoda, dhaus jama, raaz karna chahta tha tab Zindagi ne mujhe ek kadwi baat btai hai-
"Tu kal bhi tha fakir aur aaj bhi hai kyunki tujhme aaj bhi ahenkar ki jhalak, gandi mael ban k chai hai.............." -------- रजनीश शुक्ल
teri aarzoo me hum ye jeewan jiae jaa rahe hain, lakh samjhatey hain log humko, ye ho naa sake ga kisi daur, par, hum bhi muskraa kar unki baaton ko, ansuna kia jaa rahe hain....... kyonki ye muqqadar hai meri,aarzoo hai meri, to hume chhod kar aur log , iska ras chakh kahan paa rahe hain - रजनीश शुक्ल
-----रजनीश शुक्ल ------------------------------------------------------------------------------------------------------------------ ग़म न कर जिंदगी बहुत बड़ी है , चाहत की महफ़िल तेरे लिए ही सजी है , बस एक बार मुस्करा कर अपनी राहों को तो देख, तकदीर खुद तुझसे मिलने तेरी राह में खड़ी है …..... (CONFIDENCE MATTERS) रजनीश शुक्ल
-----रजनीश शुक्ल ------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Sabhi ko sabh kuch nahi milta,
nadi ki har lehar ko sahil nahi milta,
yeh dil walon ki dunia hai dost,
kisi se dil nahi milta to koi dil se nahi milta...